Update 64 The detective​

Shanaya ke papa bahot concerned tha Shanaya aur usski shaadi ko lekar aur kyunke Samir ka ek shaadi tuta tha to ussko fikr tha ke kahin Shanaya ke saath shaadi karne ke baad Samir ussko bhi nah chorr dein, iss liye wo apne santushti ke liye sab kuch jaanna chahta tha Samir aur usske pehli shaadi ke bare mein. Ussne ek detective ko hire kiya. Aur ussko Samir aur Samira ke bare mein sab kuch pata lagaane ko kaha. Detective ne kaha ke ek hafte mein usssko sab jaankaari laakar de dega. Samir ki photo ki zaroorat nahin thi kyunke jab Shanaya ke papa ne kaha ke who Comando hai aur haal mein ussi ne bachon ko helicopter se nikal kar bachaya tha atankvadiyon se to detective ne kaha ke photo ki zaroorat nahin usska kaam bahot asaan ho gaya kyunke samir popular aadmi hai. Detective ne kaha TV walon mein usski dost hein ussi se aur bhi info mil jaega aur tasveerein bhi.

To detective nikla Samir ke bare mein jaankaari haasil karne ko.

Aur udhar uss shaam ko Samir gaya Shanaya ka wait karne office ke paas. Ab Samir ne kyun phone switch off kiya tha, baat nahin kar raha tha aur ab kyun raazi ho gaya usss se milne ko? Are baat simple hai, Shanaya ke baap ne kaha tha ke Shanaya ke shaadi ki baat chal rahi hai to Samir nahin dakhal andaazi karna chahta tha magar Shanaya ne kia kaha uss bare mein Samir ko? Ke koyi bhi shaadi ki baat nahin chal rahi hai sirf ek ladka dekhne ko aya tha….. To Samir samajh gaya ke usska baap bus Samir kon uss se door rakhna chahta hai bina vajah. To Samir apne pyar ko usske baap se ziada ehmiyat dete hue apne pyar ke taraf ho gaya aur baap ki baton ko nazar andaaz kar diya aur kia! Agar Shanaya se baat nahin hoti to Samir pachtata! Shanaya ke baap ne usse jhoot kaha ke Shanaya ki shaadi ki baat chal rahi hai. Shanaya ne confirm kiya iss baat ko.

To shaam ko donon mile. Samir ne apni mehbooba ko car mein bitha ke ek sunsaan jagah legaya jahan car ko rokte hi kaha;

“Apna vaada yaad hai ke nahin miss Shanaya, dick se khelna hai hehehe!”

Shanaya zor se hanssi aur kaha, “main to mazaak kar rahi thi kia tum serious the?”

Samir; “Han main to babot hi serious tha aur dick wait kar raha hai tumhare hathon ki sparsh ko aye haye jaldi karo meri jaan maar daloge varna iss dick ko!!”

Shanaya ko nahin pata tha ke Samir eise joker type ka bhi ho sakta hai, magar khush thi ke Samir ka sense of humour to tha kum se kum aur masti karna bhi ata tha usse!

Jiss jagah donon ruke the car mein wahan kissi ka ana jana nahin hota tha, magar kissi ko nahin pata tha ke ab unn ke piche ek detective laga hua hai. Aur detectective ne yeh bhi kaha tha Shanaya ke dad ko ke har 24 ghanton ke beech ussko khabar deta rahega last 24 hours mein jo jaankariyan ussko prapt hua hai tab tak.

Jiss waqt Samir office ka paas Shanaya ka wait kar raha tha to detective wahin ussko dekh raha tha. Aur jab Shanaya Samir ke car mein daakhil hua to jasoos ne tasveer liya. Fir follow kiya donon ko. Magar jab Samir ne kache raaste mein entry kiya to jassos ruk gaya. Wo motorcycle par tha. Fir wo paidal chal kar unn logon ke car tak chhup chhup kar gaya aur kaafi door se, doorbin se unn logon ko dekhta raha. Ab kuch bhi ho wo ek mard tha aur do premiyon ko prem karte hue dekh kar ussko aur bhi ziada dekhne ka man kiya. Uss waqt ussko nahin pata tha ke Shanaya Sharma ji ki beti hai. Wo to Samir ko follow karte hue aya tha.

Jiss jagah par jasoos chhupa hua tha uss jagah se donon ke chehre aur adhe jism dikh rahe the….. ab Shanaya ne apne hathon se Samir ke pant ka zip ko khola tha yeh nahin dikha tha jasoos ko kyun ke donon piche ke seat par jaa baithe the. Samne wala seat piche dekhne ke liye rukawat bani hui thi. Donon ke chehra saaf dikh rahe the….. Aur jab Shanaya jhuk gayi Samir ne goad mein usske dick ko khush karne ke liye to detective ko yeh to samajh mein agaya ke Shanaya kia kar rahi hai Samir ke saath magar jasoos ka mann machal gaya sab saaf saaf dekhne ke liye….. wo ek comic character ki tarah apne chehre ko tod mod kar bana raha tha kyun ke ussko wo nahin dikh raha tha jo wo dekhna chahta tha halaaan ke ussko pata tha ke kia kiya jaa raha hai car ke piche wale seat par….. jasoos idhar se udhar, kabhi right to kabhi left mein position badal badal kar gadi ke andar dekhne ki koshish karte jaa raha tha magar sirf Samir dikh raha tha ussko jo sukoon ke saansein le raha tha apne enkhon ko sharaabiyon ke jeise karte hue…. aur Jasoos apne lund ko apne hathon se dabaate hue bhunbhuna raha tha ke kaash koyi usske dick ko bhi chussta weise…… koyi bhi uss waqt uss detective ko dekhta to hanssne lagta kyunke wo 100% ek comic book ki character dikh raha tha!!

Samir aur shanaya ek dusre ko aakhir mein baahon mein bhar liye aur pyar ki gehraayion mein doob gaye aur jasoos wahan se apne sar ke baal nochte hue wapas chala gaya. Jaakar pehle report phone karke bataya Shanaya ke dad ko ke iss waqt Samir kissi ladki ke saath maujh masti kar raha hai!! Samir ko ussne ek chalia jeisa roop diya ya uss bhanvre ka roop dekar Shanaya ke dad ko describe kiya jo haar kali par mandrata rehta hai….. Shanaya ke dad ne ussi waqt socha ke jo ladka kissi aur ladki ke saath gulcharre uda raha hai uss ko to apni beti ka haath kargiz nahin dega. Ussko yeh nahin pata tha wo ladki jisska zikr jasoos ne kiya wo ussi ki beti thi.

Shanaya bahot khush hui Samir ko firse apne bahon mein, apne paas paakar. Donon ne pyar kar liya jee bharke aur kuch der baatein kiye. Shanaya ne poocha;

“To kia tum jhat se bina baat ko jaane kissi se bhi vada kar dete ho ke yeh nahin karunga wo nahin karunga? Kyun mere papa ko vachan diya tumne ke mujhse nahin miloge vaghaira? Kyun apna mobile band kiya aur kyun mujhse baat nahin kiya kal raat ko?”

Samir bola; “Main ne koyi bhi vada nahin kiyaa tumhare papa se! koyi bhi vada nahin kiya!!”

Shanaya: “What? To kyun mobile off kiya aur mujhse door rahe?”

Samir: “sirf iss liye ke main ne socha ke agar tumhari shaadi ki baat chal rahi hai to mujhe door rehna chahiye; tumhare dad ne to kaha ke tumhari shaadi ki baat chal rahi hai, aur mujhe ghussa aya tha ke kyun tumne mujhko nahin bataya ke tumhari shaadi ki baat chal rahi hai kahin aur!! Issi liye!!”

Shanaya: “ofo Samir koyi shaadi ki baat nahin chal rahi hai meri. Ek bank manager mere ghar aya tha mujhko dekhne jab tum ship par the aur papa chahta tha ke main uss rishte ke liye han karun magar tabhi main ne ek mahine ki mahulaat mangi thi… bus issko shaadi ki baat kehte hein kia?”

Samir: “to tumhare papa ne mujhko tumse door rehne ke liye weisa kaha hoga, he does not like me it seems, shayad main shaadi shuka hoon iss liye!!”

Shanaya: “he likes you or not, that does not matter, what matters is that I love you. Tumko mere papa ke saath jiwan nahin bitana hai, mere saath bitani hai, to wo tumko passand kare ya nahin iss se koyi farak nahin padta okay?”

Samir: “yehi sab sochke to main tumse aaj firse milne ke liye raazi hua nah!! Varna hum nahin milte aaj…..”

Shanaya: “okay to kal fir miloge nah? Aur raat ko phone pe hum baaat karenge nah? I want to sleep with your voice echoing in my ears….”

Samir ne Shanaya ko kaske bahon mein lete hue usske chehre par charon taraf kiss karte hue kaha, “Are meri jaan wohi to main bhi chahta hoon ke tumse baat karte karte mujhko needh aaye….mujhe bhi tumhari pyari awaaz sunne ko bahot hi achah lagta hai my love, zaroor baat karenge hum donon raat ko no worries darling muuuuuaaaaaaah!”

Aur fir Samir Shanaya ko Majid bhai ke dukaan tak chorrne gaya aur wahin se wapas mudh gaya.

To be continued……………..
Last edited: Feb 24, 2019
Casinar, Feb 24, 2019#831
aryan malhotra, Rahulp143, bondjamesbond09 and 5 others like this.
Casinar
Casinar
Dimaagh ka garam, Dil ka naram
   
Joined:Dec 4, 2018
Messages:16,793
Likes Received:97,383
Update 65 Last Update
Had Ended this story on Diwali day on (03/11/2013) at XP​

Jasoos ne jab phone par bata diya ke Samir kissi ladki ke saath maza kar raha tha apni car mein to Mister Sharma ne faisla kar liya ke Shanaya ko usske hawale nahin karega. To uss shaam ko ghar aakar Shanaya ko bulaya aur kaha ke ussko uss bank manager se hi shaadi karni hogi ab aur Samir ko bilkool bhool jana hoga. Shanaya jo kabhi apne papa se oonchi awaaz mein baat nahin karti thi, wo ladki jo bahot khamosh raha karti thi, jo bachpan se maa baap ki har baat ko maante ayi thi aaj baghavat par utar aayi. Uss ne oonchi awaaz mein baat to nahin kiya, ghussa to nahin kiya magar bahot araam se apne pita se kaha,

“thik hai papa agar aap mujhko force karoge to kal main kaam se ghar wapas nahin aungi Samir ke saath bhag jaungi tab mat kehna ke main ne aap ki izat mitti mein miladi.”

Baap ko bahot ascharya hua ke Shanaya ne ussko weisa jawaab diya. Wo Shanaya ki maa ko dekh raha tha to kabhi Shanaya ko aur chilla kar kaha;

“Kia tumko pata hai ke wo ladka kia hai, keisa hai, kia karta hai, kyun usski pehli biwi ussko chorr ke chali gayi? Inn sab ke bare mein tumko pata chalega to apna maatha peetogi!!”

Shanaya: “han papa mujhe sab pata hai aur main matha nahi pitungi balke Samir se aur hazaar baar ziada pyar karungi.”

Papa: “ari o bewakuf ladki aaj hi shaam ko wo apne car mein kissi ladki se iskh farma rahe the!!”

Shanaya: “papa wo ladki main thi koyi aur nahin!!”

Papa: “what? Tum usske saath the aaj shaam ko? Tum to kaam par…… what? Kia? isska matlab….ma…. main…… oh no!!”

Sharma ji detective ko phone karta hai aur poochta hai kia ussne uss ladki ki tasveer liya jisske saath aaj shaam ko samir ko dekha tha. To detective ne kaha ke han jab ladki car ke andar jaane wali thi tab usske kayi photos liye the. Sharma ji ne detective ko ussi waqt milne ko kaha kahin baahar aur photos dikhane ko kaha.

Ek ghante baad Sharma ji uss jasoos se mile aur jab photo dikhaya to Sharma ji ne dekha ke usski beti ki tasveer thi!! Usska ji kar raha tha ke uss detective ko pakar kar mare!! Magar detective ne ussko kuch aur bataya jissko sunkar wo chhup ho gaya. Detective ne kaha;

“Sharma ji, Samir ki wife ka dusre mardon ke saath chakkar tha. Aaj bhi wo kayi mardon ke saath raat bitati rehti hai. Samir ke ek dost tha Afzal naam ka. Usski biwi bhi bewafa nikli thi, aur Afzal ne apni biwi aur usske yaar ka khoon kar diya tha. Samir bhi yehi kar deta agar chahta to. Magar ussne apni biwi ko ghar se nikal jaane ko kaha aur chorr diya ussko. Main ne bahot talaash karne ke baad main Afzal tak pahuncha ussi se mujhe sab informations miley. Samir bahot achchah ladka hai, usska character bedaag hai aur Comando ka best candidate hai. Ussko bahot chahte hein sab uss department mein aur wo aaj kal ek Shanaya naam ki ladki se bahot pyar karta hai yeh mujhe Afzal ne nahin khud Samir ne bataya jab main usska interview lene ke bahane reporter banke interview liya to pata chala. Aur shaam ko wo ussi ladki ke saath thi, yeh tasveer ussi Shanaya ki hai!!”

Sharma ji ne sab araam se sunna aur aakhir mein jasoos se kaha,

“Aur tumne yeh pata kyun nahin lagaaya ke yeh ladki kaun hai, kahan rehti hai?”

Jasoos: “Aap ne iss kaam ke liye to mujhe paise nahin diye the nah, agar aap chahe ke main iss ladki ke bare mein bhi khoj karun to extra fees lagega, aap raazi ho? Main kal hi aap ko iss ladki ke bare mein sab kuch sahi sahi bata dunga!”

Sharma ji ne kaha; “nahin nahin isski zaroorat nahin kyun ke yeh meri beti hai!!”

Detective ka chehra dekhne layak tha uss waqt….. usske samajh mein sab baat agayi ke Sharma ji ki beti se Samir pyar karta hai issi liye Sharma ji ne ussko Samir ke piche lagaya tha usske bare mein sab jaanne ke liye, ussne Sharma ji se baaki ke paise liye aur bhaagta hua wahan se rafoo chakkar ho gaya.

Sharma ji ke samajh mein sab baat agayi. Usske samajh mein agaya ke Shanaya aur Samir ek dusre ko chahte hein aur wo unn donon ko nahin rok paega ab. To ussko issi mein khush hona tha varna beti ko kho dega hamesha ke liye wo yeh samajh gaya tha.

Ussne keise bhi karke Samir ke papa se contact kiya aur ussko ghar bulaya. Samir ka baap akele milne aya unn se uss ke ghar. Shanaya bhi mili Samir ke papa se aur samajh gayi ke ab baat banne wali hai. Turant Shanaya ne samir ko phone karke bataaya ke usska papa usske ghar aya hai usski dad se milne. Donon kush hue. Aur jaane se pehle Samir ke papa ne shanaya ko bulwaya aur ussko aashirwaad dete hue kaha, “tu mere hi ghar ki bahu banne wali thi jab main tumko pehli baar dekhne laya tha Samir ko, magar tum donon ko akele milna tha hamare help ke bina so tum mil gaye ab shaadi ki tayaariyan karo beta!!”

Shanaya bahot khush hui aur apne papa ke gale lag kar usske gaalon ko chumne lagi ussko thanks karte hue. Sharma ji ne kaha, “main inkaar keise kar sakta tha beta tumko main tumko khona thoda hi chahta hoon, tu to mera dil ka tukda hai bhala tumko dukhi kar sakta hoon main. Chalo main ne pata laga liya ke Samir sach mein bahot achcha ladka hai. Tumko wo sach mein bahot hi khush rakhega. Be happy my child!”

Bahot jald donon ke shaadi ki elaan hui bina engagement ke. Shaadi wale din hi engagement aur wedding ring donon pehne donon ne. badi dhoom dhaam se shaadi hui donon ki. Saare gham, dukh, ranjh sab mit gaye aur khushiali chaa gaye unn ke chaaron orr…….

Shaadi ki pehli raat donon ne decide kiya apne ghar mein bitaenge fir dusre din honeymoon ke liye niklenge……. Aur aayi shaadi ke baad wali pehli raat…..

Samir phoolon se saja hua kamre mein ata hai jahan palang bhi phoolon se saja hua tha, aur bed par nayi naveli dulhan sajh dhajh kar baithi Samir ki ane ka intezaar kar raha tha.

Samir bed par baitha Shanaya ke Karib aur usski ghungat uthaya usske khubsurat kamseen chehre ko dekhte hue jiss par laali chaayi hui thi……. Magar…………

Shanaya jhat se usska hath hattate hue uthi, Samir ke saamne khadi hui aur kaha;

“Aaj mera badla pura hua. Tum kia samajhte the ke main tumse pyar karti hoon? No. never! Jiss din tumne mera balaatkaar kiya ussi din se main ne soch liya ke tumse keise badla lungi, aur ek hi raasta mere saamne nazar aya wo thi tumse shaadi karne ki! Lo aaj main kaamyaab hui. Mister Samir, mere tumhare sirf dunya ke saamne husband wife ka rishta hoga, na tum mera kuch lagte ho nah main tumhari. Yehi tumhari sazaa hai. Ghut ghut ke jiyo ab. Main issi ghar mein rahungi magar tum mujhko kabhi nahin chuoge! Mere nazdik kabhi mat ana! Main tumse nafrat karti hoon! Mera rape kiya tha tum ne? Shanaya ki rape. Are main ne kitne sambhaal ka apne aap ko rakha tha, kitni nazuk thi main, kitni bholi aur achchi thi main tum ne mujh jeisi ladki ka rape kiya? Main zindagi bhar tumko maaf nahin kar sakti…. Tum mere dushman ho aur dushman rahoge marte dum tak. Dunya ke saamne hum husband wife ka naatak karenge zindagi bhar, magar honge nahin. Tum iss bistar par kabhi mat aana apne sone ke liye alag jagah dhundo magar issi kamre mein! Mera tumhara koyi naata nahin abhi se!!”

Samir ko zabardast jhatka laga. Usska munh khula ke khula reh gaya aur Shanaya ke chehre mein dekhta raha jab tak wo bolti rahi bina kuch kahe….ussko yakeen nahin araha tha ke Shanaya eisa kar sakti hai…… wo chup chaap utha, ek do kadam kamre mein idhar udhar chala…. aur darwaze ke paas jaa raha tha ke daudti hui Shanaya ne piche se ussko jakarte hue kaha, “Dar gaye meri jaan main bus mazaak kar rahi thi, main tumse door reh sakti hoon bhala, tumhare chehre ka rang dekhna chahti thi ke tum kia karte agar mein ne kuch eisa socha hota to hihihihihihihihi …muuuuuaaaaaaah muah muah muah……. Aur wo Samir ke chehre par darjanon chummi deti gayi……… Samir ke ensoo nikal pade the jo Shanaya apne honton se ponch rahi thi…….

Fir Samir ne Shanaya ko goad mein uthakar bed par patka aur kaha, “you naughty girl mujhko sach mein darra diya tumne!!!” aur donon do jism aur ek jaan ho gaye bed par…………………….

The END.

Written by Casinar Shah (Shah Khan) of Mauritius

Post a Comment

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.