Update 50 Anirud continues to tell​

Anirud ne juice ke ekaat sip lekar glass ko apne saamne wale table par rakha aur donon ke taraf dekhte hue kaha,

“Main bhi student tha tab. Pooja mujhse 3 saal chhoti thi. Humko khud pata nahin chala kab hum ek dusre se pyar karne lage the. Jab bhi main college se wapas ata wo meri raah takti thi. Gaon sheher se 20 kms ki doorie par tha aur mujhko wapas ate aate shaam ke 5/6 baj jaate the. Wo 4 baje se mera wait karna shuru kar deti thi. Ek bada sa peepal ke peyr ke niche baith kar wo raaste par nazar jamaaye rehti ke kab bus ruke aur wo wahan se daudti hui mere paas aaye. Sheher se ek bus guzarta tha gaon ke paas jahan se utar kar mujhe koyi 100 metres chalna padta tab ghar ata tha. Wo peepal ke peyr jisske niche Pooja baithti thi hamare ghar se koyi 15 metres ke doorie par tha. ghar ke andar se wo peyr dikhta tha aur mere mata pita, ghar mein se Pooja se oonchi awaaz mein baat karte the, tumhare dadi aksar kehti,

‘are gudya abhi se baith gayi apne bhaiya ko dekhne, abhi to 4 baja hai ri wo to 5 se 6 baje aega tu 2 gahnte tak uss peyr ke niche baithi rahegi chal aa andar ek ghante ke baad jana!’

Magar Pooja wahan se bilkool nahin hillti thi jab tak mera bus ussko dikhaayi nahin de. Jeise mera bus ate hue ussko dikhti thi usska daudna shuru hota tha aur jab tak main bus se utarta wo mujhse lipat jaati thi. Bus ke baaki ke passengers ko pata chal jata tha ke Pooja abhi daudti hui dikhaayi degi bus ke taraf ate hue mujhe receive karne ke liye. Bus mein wohi same passengers hote the har roz. Sab kaam se wapas aate the aur main college se. driver aur conductor same hota tha. sab ko bahot acha lagta tha jis tarah se Poja mera wait kiya karti thi. Pooja bahot hi sundar thi, behad khubsurat, bholi, seerat ki to baat mat pucho, wo itni achchi thi ke farishta shayad utne ache nahin honge.”

Ashita ne vihaan ke baahon mein apne baazu ko lapet kar apne sar ko usske kaahdhe par kar diya tha apne papa ke chehre mein dekhte hue aur ussko lag raha tha ke usska papa ussko koyi fairy tale kahani suna raha hai. Vihaan ko bhi weisa feel hone laga tha. to Ashita ne sawaal kiya,

“Papa aap ke paas bhua ki koyi tasveer nahin hai? I want to see her, she must be looking very beautiful nah? how was she dressed those days papa?”

Anirud ne muskuraate hue Ashita ke chehre mein dekha, ek lambi saans liya aur kaha,

“yehi to regret hai mujhe ke unn dinon kyun mobile nahin tha mere paas! Agar hota to hazaaron ki taadat mein usski pics leta main!”

Turant Ashita ne Vihaan ko dekha aur usske gaal ko chumma wo iss liye ke ab wo samjhi ke Vihaan kyun usski itne sare pics leta rehta hai.

Anirud samajh gaya aur kaha,

“Vihaan zaroor tera bahot saare pics leta hoga hai nah? tabhi to main kehta hon ke tum donon mere sapne ko pura kar rahe ho”

Vihaan ne kaha,

“papa aaguey batao nah!”

Anirud ne phir ek lambi saans lekar kaha,

“Wo gaon ki traditional dress pehenti thi, ek ghagra choli type, very colourful; jab daudti thi to apne donon hathon se ghagre ko uthaate hue mere taraf daudte hue aati. Bahot daudti thi. Jab dekho bhaagti rehti thi. Bahot space tha gaon mein chaaron taraf, bada maidaan, khula aasmaan, door mein bahot bada khet aur bagicha, charon taraf phool pawdhe, ek bahot gehra kunwa jahan gaon ke sabhi mahilayein paani bharne jaate, ek thandi paani se behta hua nadi, ek lamba sa mountain range jo hamare ghar ke piche se guzarta tha aur dusre gaon ko milta tha. Nadi har roz mahilayon se bhari rehti, sab kapde dhone jaate aur nahane bhi. Kuch jawaan ladke uss taraf ladkiyon ko dekhne jaate the nahaate hue, kuch ladke peyr ke upoar chadh kar chhup chhup kar dekhte, kayi ki to unn mein behnein, mayein bhi hote the nahaate hue magar unnke beech unn ladkon ke sajni bhi hote iss liye sab jhankne jaate…. Koyi jhaadh ke piche se chhup kar dekhta, aur kabhi kabhi bade buzurg log danda lekar unn ladkon ko bhagaate the hahahaha! Kia din the weh din bhi zindagi ke!”

Ashita aur vihaan bade dilchaspi se sun rahe the aur muskurane lage the phir Ashita ne kaha,

“Papa aap to out of subject jaane lage apne aur apne sis ke baare mein kaho nah!”

To Vihaan ne kaha,

“kyun? Sahi to bata raha hai papa gaon ke vataavaran ke baare mein bhi to bolna hi chahiye, thik hai papa eise hi bolo, phir aguey papa?!”

Apne papa ke baaton ko sunte hue donon apne present musibat ko bilkool hi bhool gaye the. Donon ko ek sukoon sa feel hone laga tha aur khud Anirud bhi bhool gaya tha ke abhi kuch der pehle uss par ek paahaad tuta hai. Ussne bataana jaari rakha,

“Weekends mein main bhi unn lakdon mein shaamil hota kyunke meri maa Pooja ko lekar nadi jaati thi. Pooja ko pata hota tha ke main peyr ke upar se ussko dekh raha hota tha. jab wo nahati to baar baar mere taraf dekhti to maa ussko aksar tokti ke kyun tukoor tukoor peyr ko dekhti rehti hai. Jiss peyr par main chadhta tha kabhi kissi aur ladke ko nahin chadhne deta kyunke main nahin chahta tha ke koyi aur Pooja ko dekhe. Magar mujhe maloom tha ke kissi aur peyr se baaki ke ladke bhi dekh rahe honge.

Eise saalon tak chalta gaya. Mujhe bhi kayi baar dande khaane pade chacha logon se jab unnko pata chala ke main bhi ladkiyon aur mahilaon ko nadi mein nahate dekhne jaat hoon to. Pooja jab mere taraf dekhti nadi se to maa ussko har baar tokti rehti aur jab mujhe danda pada to Pooja nadi se bhaagti hui mujhe bachaane aayi thi tab maa ko pata chala kyun wo har baar peyr ke taraf dekha karti thi. Aur Pooja se maa ne sawwal kiye. Wo mujhse 3 saal choti thi aur itni bholi thi ke ussko pata nahin chala ke yeh baat nahin batana chahiye tha magar ussne bata diya ke main ussko dekhta tha peyr ke upar se….. ye baat mere dada ke kaan mein gaye.

Hamara ek joint family tha. ghar ek badi haveli jeisi thi. Dada zamindaar type tha, bahot saare khet the dada ke. Mere 7 bhai aur 4 behnein the. Mere 4 chacha bhi rehte the saath mein, chachiyan aur unnke bache. Mere cousins, cousin sisters, Pooja aur sab ek saath ek hi ghar ke andar.

Meri sabse badi ghalti yehi thi ke main Pooja ko wahan dekhne jaat tha. varna kissi ko kabhi kuch pata nahin tha hamaare baare mein. Hum 3 saal pehle se ek dusre se beinteha pyar karte the aur gaon ke jangalon mein hamara pyar parwaan chadhta tha. ghar ke andar to bilkool bhi nahin kuch kar sakte the kabhi kabhi chorri chhupke mil lete, ek dusre ko bahon mein jakar lete wo bhi fast wale jhappiyan varna koyi dekh leta to musibat hota. Bahot saare log hote the nah ghar mein iss lye ghar mein namumkin tha ek saath rehna. Hum baahar enjoy karte the.

Hamara ek love corner ha jangal mein. Kabhi kabhi to raat der tak wahan rehte. Kyunke mere college se wapas aane ke baad adhera shuru ho jata tha to humko milna hota aur shaam ko suraj dhalne ke baad ghar se nikalte tab jangal mein jaate pyar karne ke liye, to raat ho jata aate aate….. kabhi kissi ko koyi shak nahin hua tha tab. Sab samjhte the hum yunhi tehelne jaate hein. Magar weekends mein hum din mein ghanton bitaate the uss love corner mein jissko hum ne sajaya tha phoolon se aur bahot saare chizon se. Chataayi bichaya hua tha wahan, chataayi ke niche ghanss kaat kar ek gadde ki tarah banaya tha aur wahan sote the bahot araam milta tha humko wahan. Wo jagah hamare liye ek ghar se kum nahin tha.

Pooja ko mere jism ki garmaahat bahot passand thi. Ussko bahot thand lagti ti hamesha aur usske haath aur paon hamesha thand rehte the. Main hamesha ussko apne haath mein ya apne jaaghon ke beech dabaya karta tha taake wo garam rahe. Kabhi kabhi to wo khud apne donon haathon ko mere baazuwon ke niche karke mujhe baazu dabaane ko kehti taake usske haath garam ho jaaye.

Magar sirf ek waqt hota tha jab usske haath peyr donon garam hote the, wo tha hamaare love making ke dauraan. To ghar mein hamara ek code word tha. wo sirf yeh kehti, ‘bhai mere hath peyr ko garam karna hai chalo’ to main samajh jata she wanted to make love. Tab hum jaate the apne love corner mein.

Main college mein din bhar usske yaad mein rehta tha, har jagah sirf Pooja mere khayaalon mein rehti thi, aur usska bhi yehi haal tha raat din usske mann mein, dil mein khayaalon mein sirf main bassa hua tha. wo har baar yeh kehti rehti thi. Issi liye ghanton bhar mera wait kiya karti thi. Ek din bus ka breakdown ho gaya tha, mujhe 15 kms paidal wapas ana pada to do ghante bad aya tha uss din wo bahot bahot royi thi, ghanton bhar roti rahi maa, pitaji, dada, dadi sab ussko samjhaane mein lage hue the ke main raaste mein zaroor araha hunga… magar wo kehti ke mujhe kuch bura hua hoga, kahin mera accident vaghaira hua hoga ussko bahot darr lag rahi thi ke mujhe kuch ho jaye to usska kia hoga.

Mere bina nahin reh paati thi aur wohi haal mera bhi tha. saalon tak kissi ko kuch pata nahin chala tha hamare pyar ke baare mein, magar uss din nadi wali baat hui aur maa ne jab uss se pucha, aur dada ko pata chala to mujhko ghar mein pure parivaar ke saamne ek mujrim ki tarah khada karke sawaal kiya gaya. Pooja bhi wahin thi. Ussko bahot darr lag rahi thi. Wo yeh soch kar ziada darr rahi thi ke kahin main yeh nah samjhun ke ussne mujhko dhoka diya wo baat bata kar. Magar mujhe pata tha wo bholi thi aur usske munh se eise hi nikal gaya tha ke ussko pata tha ke main us peyr par tha aur ussko dekh raha tha.

Uss din ke sawal jawaab ke baad hum donon ko ek saath rehne se mana kiya gaya. Pure pariwaar ke nazrein hum par rehne lege. Hum nah mil paate, nah ek dusre se baat kar paate. Main college se wapas aata to uss peepal ke peyr ke paas udaas nazron se dekhta, ke kaash aaj Pooja wahna hogi, ke aaj ussko mere taraf daudti hui dekh paaun, bus ke passenger bhi uss taraf dekhte jahan se ussko daudte hue bus ke taraf aate hue dekha karte the…ek din ek aadmi ne pucha ke ab tumhari behen tujhko lene nahi aati. To mere enkhon se ensoo nikal pade usske jawaab mein……

Ek mahina guzra jab se humko alag kiya gaya tha, hum ek baat bhi nahin kar paaye the ek dusre se, mujhko wo kuch bhi nahin bata paayi thi. Sabke nazar hum donon par rehte the unn dinon. Jeise main college se wapas ata to Pooja ko kamre ke andar kar diya jata tha. Mujhko uss se milna, ussko dekhna, usske taraf jana sab mana tha. Sab hum donon par nazar rakhte the. Dinner ke waqt Pooja ka khana kamre ke andar lejaya jata tha, aur mujhe sabke saath dining table par dinner karna hota tha…. ek mahine tak main ne usska chehra nahin dekha tha. Main paagal hone laga tha. Chilla kar zor se rota tha apne love corner mein akele jaakar…Pooja sehem gayi thi, ek prisoner ki tarah rehti thi ghar ke andar. Jab main college chala jata tha tab ussko baahar angan mein jaane ko allowed tha magar dusron ki nigraani mein. Aur jab mere wapas aane ka time karib hota to koyi nah koyi tha ussko kehne ke liye ke ab wo apne kamre mein chali jaaye. Wo darr gayi thi, ek darr ke saath jine lagi thi. Mera naam kabhi kissi ke zubaan se sunti to rone lagti. Jab shaam hota aur mere wapas ane ka waqt ata to wo kaampne lagti thi, ussko pata tha koyi abhi ussko chilla kar kehne hi wala hai ke wo andar jaaye ab. Magar kabhi wo koyi chamatkaar ka wait karti ke main uss din ko usske andar jaane se pehle prakat ho jaun usske saamne, ya college mein strike ki vajah se kissi din savere ajaun jab wo aangan mein hoti hai… wo pray karti eisa hone ke liye magar eisa kuch hua nahin. Hua woh jo kissi ne sapne mein bhi nahin socha tha… pata chala ke Pooja pregnant hai….

To be continued….(3600 words from both updates)

Post a Comment

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.