Update 55 Kabhi Khushi Kabhi Gham-2​

Ragunath ji ne phir dusre executive member ko bolne ko kaha to ek mahila ne kaha,

“Hamare culture, sabhyata mein bhai behen ke beech eise rishte nahin hote, yeh Europe ya USA nahin hai, Udhar bhi to eise rishte ko jurm mana jata hai aur hum ek society mein jee rahe hein, dusron ke ghar mein bhi bache hein, unn sab par kia assar padega eise gande rishte se?!”

Usske baad executive member ki ek dusri mahila boli,

“Maana ke suna hai, I repeat, suna hein eise rishton ke baare mein, kabhi hamare hi desh mein, kabhi kahin aur, magar jahan bhi jab bhi yeh hua hai scandals hue hein aur janta ne hamesha isska virodh kiya hai, isse paap kehte hein, aur hum eise rishte ko manzoor nahin kar sakte hein!”

Vihaan ne Raghunath ji ko dekhte hue haath uthaya bolne ke ke liye, tab Raghunaath ji ne Mishra se kuch phussur phussur kiya aur vihaan ko bolne ko kaha

Vihaan ne kaha,

“Aap pyar ko paap keh rahe ho madam ji? Pyar to bhagwaan hota hai to aap bhagwaan ko paap keh rahe ho BIG LOL!”

Yeh kehkar vihaan baith gaya.

Raghunath ne kaha,

“Members mein se kissi ko kuch kehna hai?”

Amit ne haath uthaya, to ussko bolne ko kaha gaya,

Amit ne sab ko welcome kiya aur kaha,

“Yeh subject taboo hai hamare desh mein, maana ke pyar ka hi roop hai. Agar do dil, do jism ek dusre ko passand karte hein aur saath rehna chahte hein, ek dusre ko samajhte hein, bachpan se jawaani tak ek saath rahe hein, dil ka Rishta aur bhi mazbut hote hein aur donon mein gehra pyar ho jata hai to mujhe iss mein koyi bhi problem nahin dikhta. Main pyar kar chuka hoon, pyar paya aur khoya hai main ne to iss se bahot achi tarah se waqif hoon main. Mujhse behtar koyi shaayad hai nahin yahan jo samajh sake ke jab dil judte hein aur agar ussko toda jaaye to kia hota hai. Behrehaal mujhe inn donon ke pyar se koyi problem nahin. If they really love each other then they are made for each other, innko saath rehne diya jaaye iss mein kissi ko dakhalandaazi karne ki koyi zarurat nahin hai. Live and let them live!”

Baaki ke log bhadak gaye Amit ke speech se. Sab log ussko gaali dene lage. Ussne chilla kar kaha ke yeh usska apna opinion hai aur ussko wo sab kehne ka pura haq hai.

Maamla aur bhi gambhir hota gaya jab baaki ke logon ne apne raaye diye. Sab khilaaf the aur executive members, aur unn 20 mein se Amit ko chorr kar 19 logon ne sab negative mein response diye Vihaan Ashita ke relationship ko.

Suman ghussa hui aur kaha,

“Bache mere, ghar mera, jina mujhe hai aur tum logon ke gaand mein aag lagne lage? Mujhe kissi ka koyi parwah nahin, hum jiss tarah chahe weise jiye tum sab bhaad mein jaao!”

Suman ko bolte sunkar kuch log hansse, aur Amit ne taaliyan bajaaye.

Ragunath ji ne aakhir mein permission liya apne executive aur baaki ke 20 members ke saath ek alag kamre mein jaa kar decision lene ke liye. 30 minutes tak weh log andar rahe aur baahar aaye to Committee ka failsa sunaya Raghunaath ji ne jiss par aur behez hue.

Faisla yeh kiya gaya ke Vihaan aur Ashita ko ek saath nahin rehne dena chahiye, donon ko alag, sheher se door karna chahiye. Aur agar eisa nahin kiya gaya to police case karwana baaki tha Committee walon ko.

Iss faisle ko sunkar Ashita rone lagi, Vihaan ghusse se tilmilaane laga, Anirud apne sar ke baal nochne lage aur suman jeise ek buth ban gayi!

Ashita ko rote hue dekh kar amit usske paas aya aur kaha,

“Tum kyun rone lagi, are goli maaro innke faisle ko, tum donon chhup chhup kar mil lena kiss ke paas itna time hai ke 24 ghanton har roz tum par nazar rakhe?!”

Vihaan Amit ke gale se lagte hue wo bhi emotional ho gaya aur amit ka shukriya ada kiya. Phir amit ne dhire se Ashita se kaha,

“To yehi hai wo jisske baare mein tum ne kaha tha ke tumhari zindagi mein koyi aur hai hmmm? Naughty girl mere pyar ko thukraya bhai ke pyar ke liye, chalo, khush raho tum donon, kabhi bhi meri zaroorat pade, kissi bhi tarah ki hekp ki zaroorat ho ti hichkichana mat I am always there to help you guys.”

Behez yeh ho rahe the ke Suman ne Raghunath se kaha,

“keise innko alag kar sakte hein hum? Kahan bhejenge aur kissko? Ashita studies kar rahi hai, 3 sal baaki hai ussko degree haasil karne ke liye, ussko kahin bhi nahin bhej sakte hein…”

Raghunaath ne kaha,

“To Vihaan ko kahin bhej dena chahiye, kahin bhi kissi relative ke paas jo iss sheher mein nahin rehta ho.”

Anirud tabse bilkool khamosh sab sun raha tha aur ab bola,

“Mera buss chale to tum sabko goli maar dun abhi ke abhi, nah rahegi baans nah bajegi bansuri!”

Tab Raghunaath ne kaha,

“Anirud, yehi baat mohalle walon ne kaha hai Vihaan aur Ashita ke liye ke unn donon ko maar diya jaaye to nah rahegi baans nah bajegi bansuri!”

Yeh sunkar Suman chilla uthi sabke taraf dekhte hue,

“kiss mai ke laal mein himmat hai mere bachon ko maarne ki, ek ek ke gaand mein danda ghused ke antariyon ko ukhaad fekungi main, mujhe Durga banne par koyi majboor nah kare keh deti hoon haan!”

Amit ne phir zor se bola aur sab shant hokar ussko sunne lage,

“Yeh baat agar ghar ke andar hoti to kia kissi ko kuch pata chalta? Kia aaj hum sab yahan hote iss baat ko karne ke liye? Kabhi kissi ko kuch bhi pata nahin chalta aur yeh donon ghar ke andar apne rishte mein khush rehte. Jawaan hein donon, garam khoon hein to innhon ne khullam khulla apne ishk ka numaayish kiya iss liye tum sab abhi jama hue ho varna kissi ko kuch bhi maloom nahin hota. Ek hi ghalati kiye in donon ne ke public mein apne pyar ko dikhaya, varna kaun jaanta ke donon ke bich eisa Rishta hai? Rahunaath sir, Mishra ji, na aap ko pata chalta, nah mujhe nah kissi aur ko. To kyun hum sab eisa nahin kar sakte ke kissi ko kuch pata hi nahin? Innko ek aur chance bhi to diya ja sakta hai ke public mein kabhi eisa karte hue nahin dikhe aur innko apne ghar ke andar jo karna hai karne dein aur hum buss eisa behave karen ke humko kuch pata hi nahin? Kia eisa nahin ho sakta hai?!”

Mishra ji ne nah mein sar hillaya, to Raghunath ji ne kaha,

“chalo maan lo ke hum eisa karen, magar mohalle walon ka kia? Kia tum ek ek karke 4000 logon ko yeh kehne jaoge? Kia weh log manenge iss baat ko? Nahin ho sakta koyi nah koyi iss baat ko police ke paas lekar jaega aur maamla aur Gambhir hoga aur iss mein media wale bhi involve honge kyunke media walon ko to eise cases ko uchaalne mein bada maza ata hai unnke videos aur papers, magazine sab bikhte hein eise news se, to kia ab wo sab hone dein kia bhai?!”

Tab sab shant ho gaye hall mein, kissi ki awaaz nahin sunaayi diye. Media, police, TV wale yeh sab soch kar sab mein ek darr jeise baith gaya. Vihaan aur Ashita khud darr gaye aur unnke parents bhi.

To Raghunath ji ne Anirud se kaha,

“Agar ladki studies kar rahi hai to Vihaan ko aap usske dada dadi ya nana nani ke paas to bhej sakte ho nah? ya kahin door ke rishtedaar ke paas jo iss sheher se baahar ho? – buss logon ko shaant karana hai, sab khamosh ho jaenge jab donon ek sath nahin dikhenge. Maanlo 3 saal tak donon door rahe phir yeh aap ki personal maamla hai 3 saal ke baad donon kahin aur ek saath rehne jaaye to kaun puchega?!”

Amit ne tab kaha,

“Good idea, this can be possible. Dekha aap logon ne Raghunath ji ne bhi keh diya ke baad mein donon ek saath reh sakte hein to filhaal sab ko khamosh karne ke liye chalo tum log 3 saal ke liye alag ho jao, phir usske baad mil lena yaar…” aur Amit ne Vihaan aur Ashita se ek enkh mara!

Anirud ne kaha,

“OKAY IT WILL BE DONE!”

To be continued….

Post a Comment

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.