agli subah naashtay pe MEHREEN aapi mere samnay wali kursi pe bethi theen aur khasi sharminda aur pehlay se ziada ghabrayi hui lag rahi theen.

nashta kartay huay un k hathon ki kapkapahat ammi aur abbu ne bhi note ki thi aur un k poochnay pe unho ne bataya k raat ko bad hazmi ki waja se aik do baar qay ki thi jis say kamzori ho gayi hai. ammi ne foran aik mulazma se hazmay ka churan mangwa ke thora sa aapi ki hatheli pe dala jisay unhen majbooran khana para.

main janta tha k unhen koi badhazmi ka masla nahi tha. asal badhazmi to mujh se sharmindagi thi aur ab main samajh raha tha k un ki asal pareshani bhi yehi hai k mujh se maafi kaisay maangen.

nashtay ke baad main jaan boojh k apna mobile leney k bahanay apne kamray main chala aya aur darwaza khula chhor k khamkhan apni almari khol k kapray idhar udhar karney laga. kuch hi der baad mere andazay ki tasdeek darwazay pe honay wali dastak ne kar di. khulay darwazay k ain darmyan wo sar jhukaye khari theen aur aansoo un ki gaalon pe phisal rahay thay.

me: aapi is waqt kamray main aur koi nahi hai. aap baad main aaye ga jab aap mere sath akeli na hon.

aapi: ab aur kitna sharminda karo gay AYAN. maaf kar do na. wo ... SABA ne baat hi kuch aisi ki thi ke...

me: kia kaha tha SABA ne? ye k main lofar lafanga ho chuka hoon aur kisi larki ki izzat mujh se mehfooz nahi hai, is liye aap bhi mujh se bach k rahen? ya ye kaha tha k main aik aadi aurat baaz hoon aur yahan apni aadat aap se poori karoon ga aur moqa miltay hi aap ki izzat loot loon ga? ya ye kaha tha k meri nazar main behan bhai ka rishta koi maani nahi rakhta, jab bhi aap se tanhayi main mila aap pe toot paroon ga? aisa hi kuch kaha tha SABA ne?

aapi: nn.......n.nahi AYAN. us ne aisa kuch nahi kaha tha. wo... wo to ....... ab kaisay bataun.

me: mujhay koi dilchaspi nahi hai mazeed kuch jan'nay main. aap chali jaayen. warna agar NOREEN aapi ne dekh liya to aap ko to abhi tak shak hai, unhen yakeen ho jaye ga k main aisay hi kisi moqay ki talash main tha.

aapi: AYAN... chand k liye ab maaf bhi kar do. main dar gayi thi k kahin SABA ne tumhen kuch ulta seedha... chand ki kasam main aisi nahi hoon. mera daman be dagh hai. mera kisi k sath ... koi ... kuch nahi hai..bas main dar rahi thi k kahin SABA ki baat sun k tum mujhay aisi waisi larki na samajh lo... mujhay laga tum ya to mujh se nafrat ka izhar karo gay ya phir mujh se faida uthanay ki... koshish karo gay.. bas isi liye main tum se katra rahi thi.

NOREEN ko bataya to wo mujh se bhi ziada dar gayi. usay to lagta tha k tum itna arsa aik azad mulk ke be rah ro logon main reh k rishton ka takaddus bhi bhool chukay ho gay. kahin mere sath sath usay bhi aisi larki samajh k.... lekin chand ki kasam hum dono aisi nahi hain AYAN. hum ne to kabhi kisi ki hosla afzayi bhi nahi ki. bas aik gher mehsoos si ghalti meri aankhon se ho gayi thi jis ka ehsas mujhay SABA k toknay pe hua. yakeen karo us k baad to main aur NOREEN chhat pe bhi nahi gayin.

me: main ne aap se koi safai nahi maangi aapi. 2 din se aap k saamnay hoon. kuch kaha aap se main ne? ab bhi main is k siwa kuch nahi keh raha k aap is waqt akeli hain. kisi k sath aaiye ga ya jab mere sath koi aur ho tab aaiye ga. ab jaiye. agar NOREEN aapi ne dekh liya to un ka shak yakeen main badal jaye ga. balkey wo to ye samjhain gi k main ne aap ko bhi apney rang main rang liya hai. meri to kher hai magar aap un ki nazron se gir jayen gi. aur main ye nahi chahta.

aapi: ab aur kitna zaleel karo gay AYAN? ab kia paaon paroon tumharay? kaisay apni sharmindagi ka izhar karun k tumhen yakeen aa jaye? main khud NOREEN se baat karoon gi. usay samjhaoon gi k tum aisay nahi ho jaisa hum ne samjha tha. chand ke liye aik bar mera yakeen kar lo.

me: theek hai. main ne aap ko maaf kia. mera chand bhi aap ko maaf karey. ab jaiye yahan se. NOREEN aapi aa gayin to aap ki har safai dhari reh jaye gi. mera character waisay hi bara mashkook hai.

aapi: bas dhakkay denay ki kasar reh gayi hai. apni behan ko kisi bhai ne apne kamray se yun kabhi nahi nikala ho ga.

me: majboori hai. agar aaj pakra gaya to kal kaun mujh pe yakeen karay ga. abhi to aap ko jana hi ho ga.

aapi: theek hai ja rahi hoon. kabhi to kamray se bahir niklo gay. bahir to koi shak nahi karay ga. magar ye baat main ne aik baar to zaroor saaf karni hai. chahay tum kitna hi zaleel kar lo. apni taraf se tumhara zehan zaroor saaf karna hai.

me: zaroor. jab aap chahen.
aapi kisi had tak mutmain hotay huay darwazay se bahir nikal gayin. ab tak jitni bhi baten hamaray darmyan hui theen wo unho ne darwazay k paas hi khari ho k ki theen. na unhe andar aanay ki himmat hui thi na main ne unhe andar aanay diya tha. un k janay k baad main bhi apni almari band kar k bahir nikalnay k liye darwazay ki taraf barha to MEHREEN aapi aik bar phir andar aa rahi theen. aur is baar un ke peechay NOREEN aapi bhi theen. goya NOREEN aapi ne hamari poori ya adhoori baaten sun li theen aur agar unho ne adhoori baaten suni theen to ye ziada khatarnak baat thi k is tarah un ka shak aur bhi mazboot ho jata. aur ye jan'nay ka fori tareeka mere zehan main mojood tha.

me: aray NOREEN aapi aap? to MEHREEN aapi ne aap ko bhi mana hi liya. main ne mana bhi kiya tha k NOREEN aapi ko abhi pata nahi chalna chahiye magar... kher.. ab to aap ko bhi....

NOREEN aapi: mere saamnay ziada dramay karnay ki zaroorat nahi hai. main ne sab kuch sun liya hai. ye jab tumharay kamray main pohnchi theen to main bhi in k peechay peechay aa rahi thi. phir tum dono ki baaten sun'nay k liye jan boojh k bahir khari rahi thi. aur chand ka shukar hai k sach jaldi saamnay aa gaya. meri bhi ghalat fehmi door ho gayi. ab mujhay bhi tum se koi dar, khauf, koi shikayat nahi.

NOREEN aapi ki baat sun k main ne bhi dil hi dil main shukar kia. dil se jaisay aik bojh sa hat gaya tha aur main thora aur bhi relax ho gaya tha.

me: aray aap ghalat samajh rahi hain NOREEN aapi. MEHREEN aapi aur main jaan boojh k aisi baaten kar rahay thay k agar koi sun le to hamen ghalat na samjhay. warna yahan to kuch aur hi chal raha tha.

NOREEN aapi: haan haan janti hoon. MEHREEN aapi darwazay k paas khari theen aur tum apni almari main kuch talash karnay ka natak kar rahay thay. dekh chuki hoon main jo bhi chal raha tha yahan. itni aasani se meri bhi ghalat fehmi door nahi hui. main ne jhank k dekha tha aur mere tamam shak door ho gaye thay.

me: aap pata nahi kia samajh rahi hain aapi. main to MEHREEN aapi ka shak door kar k aap ko pataanay k plan bana raha tha. aap waisay bhi in se ziada sexy aur attractive hain. main ne socha tha pehlay aap ko apnay jaal main phansa loon. phir MEHREEN aapi khud hi maan jayen gi.

main ne ye baat NOREEN aapi k paas ja k un k kaan main is tarah kahi thi k kareeb khari MEHREEN aapi bhi puri baat sun sakti theen aur yakeenan unho ne sun bhi li thi. tabhi to unho ne mujhay ghoorna shuru kar diya tha.

NOREEN aapi: acha? pehlay batana tha na. main aapi k jaanay ka intizar kar leti aur phir tumharay paas aati. phir hum jo chahay kar letay. magar ab bhi kia bigra hai? aapi ko to waisay bhi sab pata chal hi gaya hai. tum ne mere saath jo bhi karna hai in k saamnay bhi kar lo gay to koi farak nahi paray ga. inho ne konsa kisi ko batana hai. baad main in ka chance bhi to ban raha hai na.

main to waisay hi dono ko tang karnay k liye un ki taang kheench raha tha magar ab NOREEN aapi ne jawabi hamla kiya to mujhay sambhal jana para. lofar pan ki itni kamyab adakari kar rahi theen k agar mujhay pehlay se sab kuch pata na hota to main ye sab sach samajh leta. MEHREEN aapi bhi paas khari muskuratay huay NOREEN ka jawabi hamla enjoy kar rahi theen.

me: bas main ne haar maan li. aap taang kheenchnay main meri bhi ustad hain. aainda meri toba jo aap se panga loon.

MEHREEN aapi: ab jab koi ghalat fehmi nahi rahi to hum galay mil saktay hain na? sach kitna dil chahta tha apnay bhai se galay milnay ko magar..... hum se to achhi wo chhoti dono hi raheen jinhen kisi ka dar khauf bhi nahi tha. sab k saamnay galay bhi lag jati hain aur apni farmaishain bhi manwa leti hain.

MEHREEN aapi k dil ki hasrat ne mujhay bhi andar se tarpa k rakh diya tha magar main is khushgawar mahol ko khatam nahi karna chahta tha is liye jaan boojh k apney chehray pe ghabrahat taari kar li.

me: aray nahi aapi. wo dono to masoom hain. be sakhtagi main jo bhi karti aur kehti hain, un pe bas pyar hi aata hai. magar aap dono.... aap dono pe pyar aaya to garbar ho jaye gi. waisay bhi aap dono kuch ziada hi... kahin main behak gaya to...

MEHREEN aapi : mujhay nahi pata. mujhay tum se galay milna hai to bas milna hai.

ye kehtay huay MEHREEN aapi ne aagay barh k mere galay main apni banhen dal k yun jakra jaisay saray guzray barson ki kasar nikalna chahti hon. un k sexy boobs mere seenay se dab k mere andar toofan macha rahay thay jinhen main bari mushkil se andar dabanay main kamyab hua tha.

kuch der baad wo mere gaal pe kiss kartay huay mujh se alag hueen to NOREEN aapi mujh se lipat gayeen. ab aik aur imtihan mujhay darpesh tha. un k to boobs bhi tight thay aur mere andar tabahi machanay pe tulay huay thay. bari mushkil se main ne apnay aap pe qabu paya tha warna dil to chahta tha abhi in boobs pe toot paroon. magar mujhay apni behno ka aitbar bahal rakhna tha. kisi bhi halat main mujhay is aitbar ko tootnay nahi dena tha. waisay bhi main dil main faisla kar chuka tha k un se qurbat bas un ki marzi aur khushi k mutabiq hi ho gi aur jis had tak wo chahen gi us se main aik inch bhi aagay nahi barhoon ga.

me: ab bas kar den. kyun mere andar k shetan ko jaganay pe tul gayi hain. waisay bhi aap itni sexy hain k bas....

NOREEN aapi hanstay huay mere kandhay pe aik mukka raseed kartay huay mujh se alag ho gayeen to meri bhi jaan main jaan aayi.

MEHREEN aapi bhi mere in comments pe hans rahi theen. zahir hai NOREEN aapi k boobs ko unhon ne aksar feel kiya ho ga aur wo janti theen k aisay tight kisam k boobs kisi larkay k jazbat main kaisi halchal macha saktay hain.

itnay main kamray k bahir AMBREEN ki awaz sunayi di jo mujhay pukar rahi thi. SAMREEN bhi yakeenan us k sath hi thi kyunkay wo dono to aik doosri ka saya theen. kabhi alag hoti hi nahi theen. main ne awaz de k usay bataya k main apnay kamray main hoon idhar hi aa jao.

SAMREEN: aap teeno yahan hain. hamen bhi bula liya hota. kitni der se bore ho rahi hain. aur bhai aap to mobile leney aaye thay na kamray main? itni der lagti hai mobile utha k jaib main dalnay main?

SAMREEN ki shikayat pe main ne muskuratay huay MEHREEN aapi aur NOREEN aapi ki taraf dekha to wo dono aik bar phir hans pareen. is ajeeb si soorat e haal ko ab wo bhi enjoy karnay lagi theen.

me: beth jao guriya. aaj hamari mehfil yahin jamay gi. tum main se kisi ne english filmain to nahi dekhi hon gi na. main aaj tum charon ko aik english film ki kahani sunata hoon.

wo dono intihai dilchaspi ka izhar kartay huay mere palang pe mujh se jur k beth gayeen. MEHREEN aapi aur NOREEN aapi bhi is baar fasla rakhnay ki bajaye mere palang pe hi mere samnay beth gayeen aur phir main ne aik adventure film ki kahani sunani shuru kar di. wo charon is kahani main yun gum hueen k waqt guzarnay ka ehsas hi na raha.

story khatam kar k hum sab ne aik sath wall clock ki taraf dekha jis pe din k 11 baj rahay thay.

MEHREEN aapi: bas bhai mujhay to ab jana hai. ammi aaj kal mujhay khana pakanay main mahir karnay pe tuli hui hain. kal ko jab bawarchi khanay (kitchen ) ki zimmedari mujh pe aa jaye gi to phir mere hi hathon k khanay tum sab ko zehr maar karna parain gay.

AMBREEN: aray nahi aapi. itna acha to aap paka leti hain. ammi ne bataya tha k raat ko shami kabab aap ne hi banaye thay. itnay achay banay thay kasam se. mujhay to itnay achay lagay thay k ikathay 3 kha gayi thi.
AMBREEN ki is masoomana hosla afzai pe hum sab muskura diye.

phir MEHREEN aapi uth gayeen to NOREEN aapi bhi sath hi chali gayeen. AMBREEN aur SAMREEN bhi dilchaspi mehsoos kar ke un k sath hi chali gayeen to main kamray main akela reh gaya. phir main ne socha k kamray main bore honay ki bajaye sheher ka aik chakkar laga lena chahiye. kuch shopping hi ho jaye. behno k liye bhi kuch leney ko dil chah raha tha. so ammi se ijazat le k jeep nikali aur sheher ki taraf chal para.

----------------------------------------------------

Post a Comment

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.