Chapter 26:- Yaadein

Update - 81



Car bhigi road par kuch jyada hi teji se fisli to aage ke pahiya jameen se uthne laga, jab tak Arun car ko sambhalta tab tak car me tirchi ho chuki thi. Tirchi hokar car bilkul palti tab tak airbags nikal chuke the. Arun ne mahsoos kiya ki car ek pura round lekar dobara palti aur side me uski window kisi chiz se takrayi. Arun turant hi andhere me khota chala gaya. Car side me ragadate hue aage badhti rahi fir jake ruk gayi.

Baris apne pure veg se girti rahi, aur car ke engine se chutur putur ki awaz aa rahi thi. Kafi aage, ek car dhire se mudi aur us car ki taraf aane lagi.

Barish sab kuch bhigati rahi.

Arun andhere aur shor ki galiyon se guzar raha tha. Dhudadhar barish me bijli bar bar andhero ko mita rahi thi. Beep- Beep. Fir se ankhen chaudhiya dene wali chamak...Supriya ki awaz....koi ro raha hai.

Andhera door hatne laga. Arun dobara apni girfriend ke sath tha. Pehle to use uska naam bhi dhyan nahi aa raha tha lekin fir ek dum se uske hothon par uska naam aa gaya. Esha. Wo use dekhkar muskurayi aur uske gaal ko choom liya. Uski mehek Arun ko uski masti me dubone lagi. Use dhyan aaya ki use ne ye perfume use gift kiya tha. Wo bilkul bhul hi gaya tha ki Esha kitni khoobsurat thi. Uske lambe dark brown colour ke baal, jo thode se ghunghrale the, uske kali ankhen jo hamesha chamakti rahti thi, thodi si haya. Gale me ek locket. Wo use ek ajib se mayusi se dekhti rahi fir ek dum se rone lagi. Arun ke dil me uske aasu dekhkar dard uthne laga.

Dobara andhera chhaa gaya. Is bar jab andhera dur hua to wo abhi bhi chhota tha aur wo manhoos raat thi. Police darwaje par khadi thi aur Supriya bejan si darwaje par khadi hoke sir hilaye ja rahi thi.

Kafi der tak Supriya apne bhai beheno se kuch nhi boli jo uske ird gird aakar khade ho gaye the. Kafi der baad wo uthi aur bathroom ko chali gayi. Wo kafi der tak apne aap ko sheeshe me dekh kar muh dhulti rahi. Arun ko us samaye ye chiz samajh nhi aayi thi lekin ab samajh aa raha tha ki wo khud ko bata rahi thi ki ab use kya karna hai. Wo apni jindagi, apne sapno ko alvida keh rahi thi, kyuki ab is ghar me un sabke maa baap ka haq use hi ada karna tha. Jaise jaise Arun dekhta raha, Supriya ka chehra ek maa ke roop me badalta chala gaya.

Us raat uske mom dad ki anniversary thi, jinhe un sabne jid karke bahar bheja tha. Supriya un sabke sath aake sofe par baith gayi aur baat karne lagi. Usne un sabko yaad dilaya ki unke mummy papa un sabse kitna pyar karte the, aur fir un sabki ankhon me dekhte hue usne sach bayan kar diya, ki unke mummy papa ka accident hua hai. Usne bataya ki unhe kafi chot aayi aur hospital pahuchne se pehle hi unka dehant ho gaya aur ab wo log kabhi wapas nhi aane wale. Sabhi ko jhatka to laga lekin sab is baat ko samajh gaye.

Supriya ne un sabko kaha ki ab se wo un sabka khayal rakhegi aur wo apni taraf se puri kosis karegi ki unki jarurato ko pura kar ske. Wo sab Supriya ki bahon me hi so gaye jab tak ki unke ankhen aasu bahate hue thak nhi gayi.

Arun ek aisi sthiti me fasa hua tha jaha use apne hone ka ahsas bhi tha aur aadhi chize yaad bhi nhi thi. Use wo chize yaad aane lagi kaise Supriya Rohit ke papa ke sath legal matters solve karne ke liye gayi. Kaise wo fafak fafak kar roi thi, uski graduation ke baad jab uncle ne bataya tha ki uske mummy papa ye dekhkar kitna khush hote. Wo unke antim sanskar ke bare me sochne laga. Use is waqt pata hi nhi tha ki uske papa ko itne log jante the.

Usne Soniya ke bare sochna shuru kiya, kaise wo puri tarike se badal gayi. Accident se pehle to badi sweet thi lekin uske baad jaise uski jindagi ka ek hi maksad tha Supriya ko dukh pahuchana. Wo hamesha Supriya ki baaton ko najarandaz karke apni manmani karti rehti.

Sneha ka bartav jaisa tha vaisa hi raha. Wo pehle se hi padhaku thi, aur accident ke baad to jaise uski duniya bas kitabo me hi simat kar reh gayi thi. Agar wo kisi se baat karti to sirf Arun se. Waise bhi wo thi bhi papa ki ladli. Shayad isiliye wo Arun se baat karti thi kyuki Arun lagta bhi unke papa ki tarah tha.

Aarohi ne khud ko sports me daal diya. Aisi koi chiz usne nahi chodi jisme usne hath nhi aajmaya- volleyball, football, basketball, swimming etc. Yahan tak ki wo football team bhi join karne wali thi lekin Supriya ne mana kar diya.

Arun bhi sabse door hone laga. Shayad yahi vajah thi ki accident ki kuch hi mahino baad uske man me ye awaz aane lagi. Ek din jab wo porn dekh raha tha uske baad se hi ye awaz aayi thi uske dimag me jo use wo scene yaad dila rahi thi. Pehle to use kafi kam sunai padti thi, jaise ki mahine me ek do baar. Lekin umar ke sath sath awaz ki matra bhi badhti gayi. Ek baar jab wo Esha ko kiss kar raha tha to awaz ne usse uski shirt fadne ko kaha to Arun ne use jhut se mana kar diya. Uske kuch mahino tak dobara use awaz ne tang nhi kiya tha.

Andhere ki chadar dobara pad gayi. Is bar jab wo chadar hati to ek chaudhiya dene wali safed roshni Arun ki ankhon me padi jab usne ankhen kholne ki kosis kari. Usne apna hath uthane ki kosis kari to kuch bhari sa uske hath ko roke hue tha.

"Blankets," usne socha. "Main bed par hoon, lekin..?" Kya jo kuch abhi use dikh raha tha wo sapna tha?

Usne kambal ke niche se apna hath nikala aur apne sir par rakh ke roshni ko rokne ki kosis karte hue ankhen kholne laga. Uski ungliyon ke bich se safed roshni andar aa rahi thi. Dhire dhire uski najar saaf hui to use abhash hua ki uske aas paas kafi log the.

"Di..di.." kisine kaha. Ye awaz kafi jani pehchani lag rahi thi, lekin use yaad nhi aa raha tha ki kiski hai.

Usne apne kandhe par ek hath mehsoos kiya, komal pyar se bharpoor.

"Arun?" Supriya ne dhire se pucha.

Arun ne bolne ke liye muh khola to ek dard ki lehar chirti hui nikal gayi aur muh kafi sukha hua tha. Usne kisi chiz me pani girne ki awaz suni. Plastic ki rim uske hothon se chui aur thanda pani uske gale ke andar jane laga.

"Aur doon?" usne pucha.

Usne dhire se sir hilaya to uski gardan aur peeth me dard hone laga.

"Hilo mat," fir se uski awaz aayi.

Arun ne dobara bolne ki kosis ki. Uski awaz ukhad ukhad ke aa rahi thi. "Main kaha hoon?"

Supriya aage jhuk gayi. "Sweetu, tum ICU me ho. Tumhara accident hua tha. Aur sabse jyada chot tumhare hi lagi hai." Usne uske komal hath ka sparsh apne mathe par mahsoos kiya. "3 ribs tuti hain aur sir par chot lagi hai. Hum log to dar hi gaye the."

"Accident?"

Kuch der tak koi awaz nhi aayi, aur fir Supriya ki awaz uske kaano me padi. "Haan. Tum Aarohi, Soniya aur Rohit ke sath club se ghar aa rahe the, tab."

Arun ne ek karah li. "Main nashe me tha kya?" usne pucha.

"Nahi." Supriya ne jawab diya.

"Us suar ke bachche ne hamari car ke tire par goli mari, yaar." Rohit ne kaha, uski awaz me gussa aur chinta saaf jhalak rahi thi.

Arun kuch der tak chup raha. "Kaun?"

Uska sawal sun ke sabhi kuch der ke liye chup ho gaye.

"Sweetu....abhi just pichli baat yaad hai kya?" Supriya ki awaz kamp rahi thi.

Arun kuch der tak sochta raha. "Pata nhi, sab dhudhla dhudhla hai. Mujhe yaad hai ki main aur Aaru apne college me admission ke bad pehle din sath me gaye the. Main us ke sath ek hi class me baitha tha. Iske baad sab kuch....dhudhla hai. Mujhe...pata nhii..."

Kafi der khamoshi chhayi rahi jise Supriya ki ruasi awaz ne toda. "Arun, wo ek saal pehle ki baat hai."

"Aisa kaise ho skta hai," usne jawab diya.

Supriya ki jaise awaz hi gum ho gayi thi. Usko dekh kar lag raha tha ki agar usne ek shabd aur kaha to awaz ki jagah wo rone lagegi.

Arun dobara neend ke aghosh me chala gaya. Use dobara Esha dikhi sapne me. Uski mehak aur jyada yaadein saath leke aayi. Wo dono ek sath beach par tehel rahe the hatho me hath daale. Wahi par Esha ne bataya ki wo foreign ja rahi hai aage ki padhai karne.

Arun use pasand karta tha lekin use ye confirm nhi tha ki kya wo use pyar karta hai. Uske jane ka gam to hua lekin it was okay. Un dono ne kafi acha time spend kiya tha sath me aur dono ne jab relationship khatm ki to dono ne dost rehne ka wada kiya tha.

Uski ankh me ek safed roshni aake padi aur kuch thanda thanda uske seene par laga. Do log apas me baat kar rahe the. Fir usne kuch der baad darwaja band hone ki awaz suni.

Kuch der baad dobara wahi do awazein aayi to usne dhire se ankhen kholi. Is baar roshni ne uski ankho ko utni taqleef nhi pahuchayi. Sabse pehle uski najar Supriya par padi. Wo uske bed ke paas hi chair par thi aur uska sir Arun ki jangh ke paas tha. Wo so rahi thi. Usne najre ghuma kar dekha to khidki ke paas Nisha chair par sir rakh ke so rahi thi. Uske paas Aarohi aur Rohit baat kar rahe the, dono thik hi the, bas Rohit ke sir par patti bandhi hui thi. Dusri taraf Sneha thi jiski god me Soniya sir rakh hui thi, Sneha bade pyar se Soniya ko pakde hue so rahi thi.

Arun thoda hila to Supriya jaag gayi jisse Aarohi aur Rohit uski taraf dekhne lage. Supriya ne apni najre uski taraf kari to Arun ki neeli ankho ko apni taraf hi dekhte hue paaya. "Hi," usne kaha jaise ki roj ki tarah normal din ho.

Supriya halke se has di aur pyar se use gale laga liya. "Kuch chahiy kya?" Usne pucha.

Arun ne pet me gudgudahat suni. "Kitna time hua hai? Mere pet me chuhe kood rahe hain."

"Ek saptah hone wala hai, sweetu. Tumhari body ko thik hone ke liye jyada hi energy ki jarurat thi tabhi tumhe bhookh lag rahi hai. Main kuch intezam kar ke aati hoon."

Aarohi uske paas aayi aur jhuk kar uske sir ko chum liya. "Tumne to hum sabko dara hi diya tha," uski ankhe halki si laal thi aur firse unme aasu ubhar aaye the. "Mujhe..hume laga ki humne tumko kho hi diya hai."

Arun ne uska hath pyar se dabaya ye jatane ke liye wo thik hai ki uske hath me bhi dard uthane laga.

"I'm sorry, Aaru," usne bola, use pata tha ki galti uski bilkul nhi thi aur ye bhi janta tha ki koi use doshi thehra bhi nhi raha par is waqt yahi thik laga.

Rohit chalkar aage aaya to baki sab bhi jag gaye.

"Aur mere sher, kuch chahiye? Ladki, daaru anything?"

Arun has diya aur uske hath ko thapthapane laga jisne Arun ke hath ko pakad rakha tha. "Thanks yaar. I'm glad tum teeno thik ho. Agar tum logo ko kuch ho jata to..." usne baat ko wahi khatm kar diya wo isse aage sochna bhi nahi chahta tha.

"Hum sab thik hai," Sneha ne kaha, lekin un sabki halat bilkul ulti lag rahi thi. Sabhi bilkul thake hue lag rahe the. "Tum bas aaraam karo aur kuch chahiye to hume batana."

Wo aage aayi aur use dhire se gale lagakar sir ko choom liya. Jhukte samaye uske doodh Arun ke seene se lagne lage to Arun ki najar uske cleavage par pahuch gayi.

"Teri behen hai kutte," usne khud se kaha.

Sabse jyada kharab haalat Soniya ki lag rahi thi. Uski ankhen dekh kar lag raha tha ki wo kafi roi hai.

Arun uski halat dekhkar confuse ho gaya. Soniya to kabhi uski care nhi karti thi. Aaj tak usne koi bhi mauka nhi chhoda tha Arun ko pareshan karne ka aur aaj wo sabse jyada buri halat me lag rahi thi. Jab Sneha hati to Soniya aage aayi use gale lagane ke liye.

"Tumhe pichle saal ka kuch yaad hai?" Supriya ne pucha jab Soniya use gale laga chuki thi.

Arun ne ek gehri saas li aur sir hila diya. "Akhiri chiz jo mujhe yaad hai wo ye ki main aur Aaru ek sath class me ja rahe the. Tum log koi prank to nhi plan kar rahe ho na?"

Sabhi log apna sir hilane lage, un sabki aankho me ek mayusi chhayi hui thi.

"Yahan kab tak rehna padega?" Arun ne pucha.

Jaise uske sawal ka hi intezar ho raha tha ki turant hi darwaja khula aur doctor ek nurse ke sath andar dakhil hua.

Doctor ne dono ankhon me torch se dekhkar pucha. "To kaisa lag raha hai ab?"

Arun kuch der apne shareer ko dekhta raha. "Pura shareer dard kar raha hai. Aur bhi in logo ne bataya ki meri ek saal ki memory gayab ho gayi hai."

"Haan, hum logo aisa kuch hone ka dar tha. Is type ki injury me kuch chize bhul jana normal hai. Dikkat ye hai ki is bare me hum kuch kar bhi nhi skte. Wapas familiar surroundings me jane par kafi kuch help milti hai. To bas wahi karo."

"Uncle sab yaad to aa jayega na bhai ko?" Soniya ne bahut hi dhire se pucha. Arun ne use dekha to wo bilkul kamjor lag rahi thi. Aur usne usko bhai bulaya tha. Wo sochne laga ki ek saal me kafi kuch badal gaya hai uski life me.

"Beta kuch keh nhi skte. Mostly cases me to yaddast wapas aa jati hai, kuch cases me nhi."

Soniya ne ruasi aakho se Supriya ki or dekha to Supriya ne use gale laga liya aur kaan me kuch kaha. Soniya ne apne aasu pochte hue sir ko hila diya.

"Chalo baki choto ka checkup kar lete hai," doctor ne us par se chadar hatate hue kaha. "Rahi dard ki baat to uske liye to dawai hai hi."

Arun to apni chot dekhkar dar hi gaya. Seene se niche dekhkar to lag raha tha kisi ne ache se hockey lekar uski sutai kari ho. Kuch der tak jagah jagah chu kar doctor uske dard ki jaanch karta raha fir waha se chala gaya.

Kafi der tak ek asahaj si khamoshi chhayi rahi, kyuki kisi ko kuch samajh nhi aa raha tha ki kya kaha jaye. Tabhi piche darwaje par knock hui aur ek police inspectore andar aaya.

"Doctor ne bataya ki inhe hosh aa gaya hai." Inspector bola.

Supriya ne sir hilakar unhe haan keh di. "Lekin sir lagta nhi mera bhai abhi aapki koi help kar skta hai. Sir par chot lagane ke karan iski pichle ek saal ki yadast kho chuki hai."

"Koi baat nhi, mera naam inspector Ajay hai. Main bas statement lene aaya hoon, okay?"

Kuch sawalo ke baad ye bilkul clear ho gaya ki Arun ko kuch bhi yaad nhi hai.

"Hum logo ne waha maujood logo se puchtach kari hai to unhone bataya ki tumne un logo se jane ke liye kaha tha. Aur tumhari beheno ne bataya ki wo car me se hi gunshot fire hua tha. Tumhari car to ab chalne ki halat me hai nhi fir bhi hum uski checking karenge. Aur jisne ye harkat kari hai wo hamari custody me hai to tumhe fikar karne ki jarurat nhi hai." Ajay ye kehkar take care bolkar chala gaya.

Nurse aayi aur Arun ko baki dawayion ke sath neend ki dawa bhi de di. Nisha ne bhi aage badhkar use gale laga liya aur uske sir ko chum liya.

"You scared me...thank god, tum thik ho. Ab jaldi se thik ho jao, ok." Ye kehkar wo baki sab se baat karne lagi. Rohit ne apna saman uthaya aur Nisha ke sath bahar jane laga.

"Jab discharge kare to mujhe call kar dena, main aa jaunga." Rohit bola aur sabko bye bolkar chala gaya.

Arun kuch hi der me neend me chala gaya.

"We need to talk," Supriya sabhi se boli un logo ko lekar bahar nikal aayi.

Wo log ek waiting room me chale gaye jahan koi nhi tha, to usne sabhi ko andar bulakar darwaja band kar diya aur sabo baithane ka ishara kar diya.

Soniya jo bas rone ki kagar par hi thi pehle boli.

"Bhai ko kuch yaad nhi hai na!" iske sath hi uske aasu nikalne lage aur wo apne chehre apne hatho se chupane lagi. Supriya ne use apne kandhe ka sahara diya aur uska sir sehlane lagi. "Dekho, main yeh to nhi kehne wali ki mujhe pata hai ki is condition me kya karna hai, lekin kuch na kuch to sochna hi padega."

Aarohi aur Sneha bilkul shant baithi hui thi.

Sneha ne uski baat sun apna gala saf kiya. "Ek baar uski najar se dekho. Agar use kuch bhi yaad nhi hai, ki is saal kya kya hua, kaise hum sabki life change hui hai, aur agar humne ek dum se use bata diya, to pata nhi kya hoga. Personally, mujhe nhi pata wo is baat par kaise react karega. Agar hum log dhire dhire use apni taraf akarshit kare to shayad use beeti baatein yaad aa jayen."

"Di, aap to hum logo par pehle se hi najar rakhe hui thi, to batao ki pehle Arun hum logo ke aas paas kaise behave karta tha? Kya pehle bhi wo itna hi hum logo ko ghurta tha?"

Supriya halke se has di, jab use dhyan aaya ki kaise Arun uske apron ko niharta tha. "Mujhe yaad hai ki jab Soniya chote chote kapde pehne uchalti hui seedhiyon se niche aati to Arun ki najre kahi aur hoti hi nhi thi. Aur Soniya ko dekhkar to lagta tha ki ye janbujh kar wo sports bra aur shorts pehen kar aati thi use pareshan karne ke liye."

Soniya ne apna sir uthakar halke se smile kar di. "Kabhi kabhi."

"Mujhe bhi yaad hai ki Arun hamesha jogging ke time mere piche hi rehta tha, mujhe to lagta tha ki shayad meri speed tej hai isliye." Aarohi boli.

Sabhi halke se has di to sabka man thoda halka hua.

"Aur kitni baar hum logo ne use Sneha ka cleavage ghurte hue pakda hai?" Supriya ne kha to Sneha sharma gayi.

"Aur main hi akeli bhai ko subah pareshan nhi karti thi, Aaru bhi to waise hi sexy kapde pehen kar aati thi aur tab bhi bhai ki najar is par se nhi hatati thi. Aur Sneha di to jaise centre of attention thi. Bas inko shayad is baat ki jankari nhi thi." Soniya boli.

Sneh sharmate hue has di. "Tum log mujhe jitna ignorant samjhate ho main utna nhi thi. Mujhe pata tha ki wo mujhe dekh raha hai bas mujhe reason nhi pata tha. Usi ne mujhe pehli baar bataya that I look pretty." usne ek mayus awaz me kaha.

Sabhi ek sath gale lag gaye. "Mujhe pakka yakeen hai, use jaldi hi sab yaad aa jayega aur agar nhi aaya na to hum log dobara use khoob torture karenge," Aarohi boli.

Sneha ek dum se Aarohi ki or dekhne lagi dur hat ke.

"What?" Aarohi ne chintit swar me kaha.

"Yahi to hai!" Sneha excited hote hue boli.

Sabhi uski taraf confuse hokar dekhne lage.

"Are yahi to solution hai. Hum logo ko use dobara torture karna padega lekin is bar thoda aaram se. Aur is baar ek dusre ke sath thoda limit me nhi to use pakka bada jhatka lagega," Sneha Aarohi ki or dekhte hue boli jo hase ja rahi thi. "Waise that was fun," Sneha boli.

"Nice idea. Haan, thoda limit to rakhni hi padegi is baar." Aarohi uski baat ka samarthan karte hue boli.

"Aur Soniya ka kya?" Supriya ne pucha to dono Soniya ki or dekhne lagi.

"Soniya hum logo ke sath so skti hai," Sneha ne kaha.

Soniya ne mana kar diya. "Koi baat nhi di. Main thik hoon. Main apne room me hi soungi. Agar kabhi jarurat padi to aap logo ke paas aa jaungi."

"Okay, next part. Wo puchega to jarur is saal ke bare me. Ye to use bhi pata chal gaya hai ki hamari relationship kafi change hui hai to use reason kya batayenge Soniya ke bartav ka?" Aarohi ne pucha.

"Hum logo kuch kuch chize to use bata hi skte hain. Jaise ki jo kuch Soniya ke sath hua tabhi se use akele nind nhi aati. Ye baat use samajh me aa bhi jayegi. Tab use ye bhi pata chal jayega ki kyu us ladke ne tyre par goli mari aur shayad yaad bhi aa jaye ki wo ladka kaun tha," Supriya boli.

"Soniya?" Aarohi ne soniya se pucha.

Soniya kuch der sochti rahi fir has di. "Bhai ki memory wapas aa jaye, aur kya chahiye?"

**********

Tbc...

Post a Comment

Author Name

Contact Form

Name

Email *

Message *

Powered by Blogger.